Mohammed Aejaaz Ahmed Apps

My City Offers 2.0
We can see the All Shop offers...
Khadija Educational & Welfare Society 1.0
Khadija Educational & Welfare Society
Azkaar in Roman Arabic/Urdu 5.0
Dua Aysi Ibadat Hai Jis ke liye koi din ya waqt muqarrar nahibalkihar lamha mangne ki ijazat hai magar Rasoolullah Sallallahualiyhewa sallam ne kuch duaawon ke awqaat batlaye hain maslan namazkebaad, Subah wo Shaam ke azkaar. Subah ke Azkaar Namaz-e-Fajrkebaad se tulue shams tak padhna Afzal hai. Shaam keAzkaarNamaz-e-Asr se gurube Shams tak padhna afzal hai. MusibatonourGhamaon se najaat pane ke liye Zikr wo Azkaar se Zayada Mazbootkoihathyaar nahi Allah tala momin kafir sab ki hifazat karta haimagarek momin jab Zikr wo Azkaar ka Ehtamam karta hai to Allahuskikhususi Hifazat karta hai. Iss App main Quran aur Sahi Hadeetsesaabit shuda azkaar hi jama kiye gaye hain. صبح وشام اوربعدنمازکےأذكار Subah Wo Shaam Our Baad Namaz Ke Azkaar الحمد للهوحدهوالصلاة والسلام على من لا نبي بعده ۔ Momin ke liye Allah kiyaad sebadh kar koi cheez itminane qalb ka bais nahi hai Allah talakairshad hai . " ألا بذكر الله تطمئن القلوب " "Sun lo Allah kiyaadse hi dilon ko itminan naseeb hota hai " . Hum sab Allah talakirahmat ke muhtaj hain , ek Momin par jab musibat ati hai towohapne Rab ki chaokhat par jhuk jata hai.our hona bhi yahi chahiyeqki wahi musibaton ko door kar sakta hai . Allah tala ka irshadhai. " يا أيها الذين آمنو ااذکر و االلہ ذکر ا كثيرا وسبحوه بكرةوأصيلا" "Aye imaan walo Allah ka zikr bahut ziyada karo our SubahwoShaam Allah ki Tasbeeh ( pakizgi ) bayan karo ". is ayatekarimamain Allah tala Momineen ko mukhatab karte huwe farmata haikiAllah ka zikr kasrat se karo our khas taur se subah wo shaamAllahko yaad karo our uski paki bayan karo . ek Musalman jab zikrwoAzkaar karta hai khas taur se subah wo shaam ke azkaar kaehtamamkarta hai to woh jadu , nazre bad , hasad our khabeesjinnaat woshayateen se mahfooz rahta hai . lihaza har Musalman kochahiye kiin Masnon Azkaar ka ihtamam karen , is ko padhne se neykibhimilegi our hifazat bhi hogi . Akhir main Allah tala se dua hiwohis adna si koshish ko qabool farmaye our zakhirae Akhiratbanaye.Ameen ...